Inpage Urdu 2007
The Urdu daily Roznama Rashtriya Sahara, that is published from Delhi, Lucknow, Gorakhpur, Patna, Kolkata, Mumbai and Hyderabad with soon-to-be-launched editions from Sri Nagar, Punjab and Bangalore, is now available on the internet. The function was held in New Delhi to launch the web edition of the newspaper. K Rahman Khan, the Deputy Speaker of Rajya Sabha, launched the web edition Aziz Burney, the Editor, was also present. Burney has rose in stature over the years with successful launch of multi-editions. Besides, his recent ‘special editorials’ including the series on Shia-Sunni differences in wake of Saddam Hussein’s execution and the Congress’ ‘secularism’ have been praised all over the country amongst Muslims. He has called a spade a spade. Naturally, the newspaper is Sahara India’s venture and the tilt towards Samajwadi Party (SP) is evident.
Or, is it the group that is grooming him to play a certain role! His fiery speeches at the Muslim conferences all over the country–from Delhi to Bangalore, visits to Malegaon and Mumbai apart from the strong rhetoric on Muslims issues have been quite surprising. The newspaper has grown very strong and with Bazm-e-Sahara and weekly Alami Sahara also under his arm, the group is growing from strength to strength. On said: janab burney sb salam masnoon is mein koi shak nahin ki aap ek azeem legend personality.aap ne urdu dunya min ek tahalka macha diya. Ab to aisa lagta hai ki sahara ke elawa urdu ka koi sahara nahin. Kharon se lekar akhbari dunya ki har cheez rastriyasahara urdu mein dekhne ko milti hai.
Aap ne isko is maqam pe la khda kiya hai, jahan ham fakhr ke saath is ko kisi bhi akhbar se muqabla kar sakte hain. Meri dua hai allah rabbul izzat aap sehat izzat aur duniya aakhirat ki saari sar bulandiyan naseeb. Aap sahi maano mein urdu ke mujahid hain. Duaon mein yaad rakkhen. On said: janab sport editor sahab, urdupoint.com hamen aap ke khayalat ko jan kar bahoot afsos howa is liye nahin k aap jahil aur bewaqoof hain, balke is liye k aap jaise log jis site par kam karte hoonge us ka mustaqbil kaisa hoga, aap apne aap ko musalman keht hain, aap ko maaloom hai k musalman kise kehte hdin? Aap ke baton se yahoodyon ki boo aati hai, ya phir yazid ke khandan lagte hain jo wafa to kar hi nahin sakta. Main aap ko ek bat batana chahta hoon k islam pakistan se nahin hai aor na pakistan islam se.
Lalch, dhoka aor fareb se pakistan ki bunyad padi hai, pakistan ko islam se jod kar dekhna chhod den, islam men keha gaya hai k padosi se muhabbat se pesh aao, magar aap jaise insan muhabbat ko kiya jane jo khood apne khoon se bhi muhabbat na karte hoon woh doosron ko dars kiya desakta hai. On said: naqvi sahab ko abhi tanz karne ka salaiqa bhe nahen ata tanz karne se pahele kise se sekh lye hote aap ka inta bada page sahara ka sarf karna bewaqoofi hai aur azeez burney ko beadabi se galeez likhna hatdharmi hai aap pahle likhne andaz ko badlen aur phir front page koi bhe rai marqoom karen khama farsai kardena kamal nahen hota hai balke sabit karna aham hota hai aap se bakamle adab multamis hun ki apne soch aur fikr ko badle is daur men rahne kelye apne tamam is tarah ke ghatiha fikr badalne paregi Dr. Haroon faizi Doha – Qatar. Mohammad Imran, on said: Uuniya ke sabse behtareen network (sahara urdu) hai jo apne misal aap hai aur tareef ki koi zaroorat nahen.mere kheyal se tareef ke usko zaroorat parte hai jike koi haqeeqat aur mahiyat na ho. Hamen fakhar hai ke urdu duniya ke bazar men jahan duniyan ke beshumar loog daur bhag kar rahe hain aur sadiyan lag gaen magar mashhoor na hosake magar apne qleel umri men jo taraqqi sahara india news paper ne ke hai wah dar haqeeqat naqabele beyan hai.
Magar in dinoon hamen behad afsoos hai ke urdu ka web site( htt//:www.saharaurdu.in) open nahen hota hai jesper nogah dalne ke zaroorat hai. Zaroori jo bat arz karne hai wah yah hai ki aap ka nomayenda ab tak shayad Doha Qatar men nahen hai duniya ka mane jane me se sahara bhe hai ek intehai news chanal agar is ka nomaenda aese mulk jahan duniya ke har chote bade mulk ke log aaka r apne talash rizq men kosha rahte hai zaroorat hai ke is per dheyan dekar kisi ko nomaenda intekhab kiya jae. Take awami masael ko barahe rast life coast ke tarah har khabar de sake.
Ummed ke dheyan de jae ge Dr. Mohammad Imran Doha – Qatar E-mail:-fatimaimran84@gmail.com persident of nepalese internationl emp. Khalee-ul-rehman, on said: DR. ALAM KAZMI LUCKNOW U.P E-mail:naqviali@hottmail.com Janab Alam kazmi sb. Aap ne burney sb.
K baare mai apni rai tau paish kar di (yaqeenan jis ki koi zaroorat nahi thi) lakin shayad aap bhool gae ki un alaf se jo aap ne burney sb. Ki shan mai likhe hai, apni shaqsiyat ko zahir kar diya hai. Pehle aap khud tehzeeb sekhiye phir kuch bayan kijiye. Ek padha likha aadmi is tarhe k alfaz se gurez karta hai kya main maan lu ki aap padhe likhe jahil hai, ya aap ne taleem sirf aur sirf rozi roti k liye hasil ki hai warna muhazzab logo ka shewa yeh nahi hota. Agar aap ne urdu aur muslim awam ki koi bhi khidmat ki hai zaroor bataiye warna jo kaam aap khud nahi kar sakte aur allah pak ne burney sb.
Ko is kaam k liye muntaqab kiya hai us mai aisi fizool batoo k zariye rukhna na daliye janab. Allah aap ko shaoor ata farmae. Norton commander dos download.
Allah aap k shar se logo ko mehfooz rakhe. Nek khuhaishat k saat.
Mohammad Haroon Faizi, on said: bhai khaleequ Rahman sahab main ne janab naqvi shab ko apne tahreer men unke us galtiyoonke nishn dehi kar hai shayed in dinoo aap internet per nahen ate auir na hi unka koi is qism ka koi iqtibas aur Rai dekhanene ko milta hai. Aziz burney ke muamela ko esho ban kar bekar men ulajhna aqalmani ka kam nahe is liye mere aap se iltema shai ke sakoot akhtiyar karen take us ko yah ehsas na ho ke main ne bahut bada kam kiya hai. Jis per bhut sare arayen arahe hain. Gustakhe ke liye,mafe kunke main ne same bat ko tarqeem satoor ke hai jo aap se pahle hi achuki hai. Ham sab muslim hain aur mjuslim ke nam per har koyepareshan karne ke koshish karte hai aure yah bat kisi ko khabar na ho ke en ka aone he andar ikhtelaf haim aur ek muslim dosre ke uper kichar uchalta hai. Aap ne jo bhe tahreer ke hai oah qabele tahseen hai. Haroon faizi Doha – Qatar + ابو سمسة محمد هخارون فيضي الدوحة – قطر مراسل.
On said: Yeh to apne hain delhi bombs blasts aor batla house encounter muamle men kai baten aise hain jo bahut kuch sochne par majboor kardeta hai. Media khas kar electronic media ka roll janibdar nazar aaya. Har giraftar mulzim ko “Terrorists” kaha, aor aksar ghalat khabar bhi di gai.
Jan 26, 2018 Learn how to make Flash Animation free in Urdu Language Tutorial in easy step. This is our first lesson, Hope You will like and appreciate us. Urdu Inpage for Windows 8 Urdu Inpage for Windows 7 Urdu Inpage 2014 Free Download Full Version Urdu Inpage for Windows Vista. Microsoft Office 2007 Free Download. Urdu Inpage is an effective posting application that manages Urdu, Persia, Nearby, British and other terminology with level of convenience and balance never obtained.
Police ne bhi jise mara use mastermind kaha, jise giraftar kiya woh bhi mastermind. Jis L-18 men baghair tehqeeq kiye hi encounter kiya, aor use bahair tehqeeq k hi IM group se mansoob kar diya. Do Terrorist ko farar keh diya, jab k jankaron k mutabiq wahan se farar hone k liye koi rasta hi nahin tha. Jin do ladkon ko farar terrorist kaha woh encounter k waqt Jamia men apne class men tha, aisa Jamia ka kehna hai. Jis gun (AK47) se hamare bahdur inspector Sharma shahid huye, use encounter men mare gaye Ladke Atif k pas hi hone chahiye the, jabke police ne us gun ko chanbin men daramad dikhaya 7.
Encounter men mahir inspector Sharma k baghair wardi k aor baghair hifazati libas k chale jana. Waghaira waghaira. Yeh kuch baten hain jo aam awam k dil men sawal peida karte hain. Khas kar kal ke shahin bagh men hoye hadsa police ki taraf aor bhi shak paida karta hai, jis men police wale sade libas men baghair no.
Plate ki kar men qabil-e-itraz samanon k sath aamir nami ladke ho ighwa kar k lijane ki koshish ki aor is koshish men nakam hogaye, police ko maskok nazron se dikhne par majboor karti hai. Roznama rashtriya sahara men editor aziz burney apne mazmoon “Musalmanan-e Hind Mazi, Haal aor Mustaqbil” men pesh kiye gaye mukhtalif pehloo aor haqayaq se bahut kuch saf hojata hai k media aor police k kam men janibdari dekhi jarahi hai jo yaqeenan Hindustan Jaise Jamhoori Mulk k liye, jahan ganga jamni tehzeeb ki misalen di jati hain, achhi khabar nahin hai. Yeh sab sunkar, padh kar aor dekh kar aisa lagta hai k hum apne hi mulk main ghair hogaye hain, afsos sad afsos. Koi inhen inki zimedari ka ahsas to dilaye.
Inpage Urdu 2009 Professional
Yeh apnon ko ghair kiyon samjhne lage hain?? On said: roznama rashteiya sahara urdu duniya men apne mathal ka akela roznama hai jis ke zariye musalmanoon ke bhalaye howe hai. Muhtaram aziz burney layeqe mubarak bad hai ke unhun ne ho rahe tashaddud ke waqiyat ka munh tod jawab diya jis se musalman hindustan men mahfooz dekh rahe the lekin kuch shar pasand ab bhe islami tashakhkhus per sawaliya nishan lagane per lae hai aur aye din musalmanoon ko badnam karne aur unke jazbat se khelwad karne ke saye paiham kar rahe hai lihaza burney se guzarish hai ke ap apne tahqeeqee safar ko jare rakhkhen take haq na haq ka pata chal sake. On said: jab ham sahafat ki tareekh per nazar dalte hen to maloom hota he ke yeh ek aham qadam he. Mazi me n sahafion ne qalam se woh kam kia jo kam talwar se mushkil tha.sahafi ka qalam talwar se ziyada tez or janjgjoon se ziada nidar hota he. Laken aj kal yeh bhi ek tejarat ke tarah istemal kia jane laga he rupeon ki lalach men ab mazmoon lekhe jate han,jis se sahafat ka sirf ek nam ban kar reh gai he.leken is daur men bhi chand aise hen jo is ki laj rakhe hen.
Un sabhon ke lea Allah se doa karta hoon ke Allah on ko nek amal ki toufiq de.ham sab ko chahea ke Urdu ke sath sath English Arabic and doosre zabanoon bhi likhne ki koshish karen.md mahfooz alam j n u.
Good day I'm 36 years old,when grew up used to like computer but did not study at high school,tried at college,did not do well. Around early 2000,started to be a volunteer at my community. What wanted to learn,was know how to type like white people,that was my dream. Late 2009,I went back to college at Boston Business College at another town. There was my dream Module,Typing Skills Development.I was very happy. I have achieved my GOAL.
My concern is the Youth of today,want t To help them,tanx to you.I want to typing centre,you gave me all I needed to see. Tebogo Aug 21, 2016. I must say I'm very pleased with this software.
It's has nothing to envy other software, as it is just as good or even better than the purchased versions available today. This software has helped me and my daughter gain speed and accuracy on the keyboard. Now typing is fun! The interface is very appealing to the young children as to adults of any age and level. Compatible with all languages and keyboard layouts.
Inpage Urdu 2010 Download
Thanks very much for making this available to the public in general. Kind regards, Nick Robinson Nick Robinson Nov 04, 2013. I am a parent who has 3 kids and they just watch tv all the time.I really want to put them in school but I want them to learn how to type.I was looking for a typing website on the computer and i found RapidTyping!I need to thank this website because my kids are learning how to type and they are loving it!Thank you very much RapidTyping for all your help, now my kids are gonna be one step ahead.RapidTyping has helped me and my kids.Now I will always now know that my kids are going to be very smart!!!! I have now put them in school,and their teacher says they are amazing!!!!Once again,THANK YOU VERY MUCH RAPIDTYPING!!! P.S.I said I had 3 kids right?Well,only 2 of them are the little ones.ABBY AND VALORIE FINLEY!!My third child is dating LOUIS TOMLINSON!!!!!!!!Im very happy for IVY!The news is not everywhere like on the tv and newspapers because she doesn't want it to,until she is ready!!!!
Inpage Urdu Free Software
P.S.S I have put it on the internet because well,I WANT TO!!!!!!!Not really she said i could hahahaha!!! User who loves RapidTyping Sep 24, 2013.